Sunday, 23 August 2015

Shabe Juma/Thursday night

Imam Muhammad al-Baqir (a.s) said:

Throughout every Thursday night, Allah (swt) orders an angel to call on behalf of the Almighty:

*Is there any believer who calls me for this world and the hereafter so that I grant His exigency?

*Is there any believer who repents of his sins before the sunrise so that I forgive him?

*Is there any believer who asks for the abundance of his sustenance, which I have made scanty, before the sunrise, so that I will expand it?

*Is there any sick believer who asks me to heal him before the sunrise so that I make him well?

*Is there any jailed believer who asks me to free him before the sunrise s that I grant him his demand?

*Is there any oppressed believer who asks me to revenge the oppressor so that I restore his rights?

*He will keep saying so until dawn.'

(source: Bihar al Anwar: 86/282, chapter 2, tradition 27)

●●●●●●●●●●●●●●●●●●●●●

Imam Muhammad Baqir(a.s) se manqol hai k Khuda her Shabe Juma ko aik Farishtay ko hukam deta hai k arsh se raat ki ibtada se Akhir tk Nida deta rahey k 

*Hai koi banda Momin jo muj se Talu e Subh se pehle Dunia o Akhirat ka Sawal krey aur mai isay Qabol kro'n, 

*Hai koi banda Momin jo Talu Subh se qabl apne Gunaho'n say Tauba kry k main iski Tauba Qabol kro'n, 

*Hai koi banda Momin jiski rozi ko mai ney tang kia ho muj se Rozi ki Ziadati ka Sawal kre tu mai Talu e Subh se pehle iski rozi mai Kushad'gi kr do'n, 

*Hai koi banda Momin jo bemar ho aur muj se Talu e Subh se pehle Sawal krey main Usy Shifa ata frmao'n, 

*Hai koi Gham'geen Qeidi Momin jo muj se Talu e Subh se pehle Sawal kre ta k main isy Qeid sy Rihai de do'n aur Gham ko door kr do'n, 

*Hai koi Mazloom Momin jo muj se Talu e Subh se qabl Zulm k door krne ka Sawal krey ta k main iska Bad'la Zalim se le lo'n aur iska Haq isy wapis kr do'n. 

*Ye Neda(Awaz) Talu e Subh tk wo Farishta deta rehta hai. 

(Ref: Mufati-ul-Janan in Aamaal of Shab- e-Juma)

اللَّهُمَّ صَلِّ عَلَىٰ مُحَمَّدٍ وَآلِ مُحَمَّد ٍ

No comments:

Post a Comment